Bollywood is in our blood and movies are based on our lives. We are crazy about Bollywood and there is no chance we would miss to quote dialogues as well. Here are some of the most famous Bollywood dialogues we grew up listening to: 10. Baazigar 1993 Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai ... aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai. - said by Shah Rukh Khan. 9. Damini 1993 Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai ... lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila ... mili hai toh sirf yeh tarikh. - said by Sunny Deol. 8. Dilwale Dulhaniya le Jayege 1995 Bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein ... hoti rehti hai - said by Shah Rukh Khan. 7. Amar prem 1972 Pushpa, mujhse yeh aasoon nahin dekhe jaate ... I hate tears. - said by Rajesh Khanna. 6. Mr India 1987 Mogambo khush hua. - said by Amrish Puri. 5. Yaddonki Baraat(1973) Kutte, kameene, main tera khoon pee jaoonga. -said by Dharmendra. 4. Shahenshah (1988) Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah. Said by Amitabh Bachchan. 3. Bobby(1973) Koi pyaar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare. Koi tumko badal kar pyaar kare toh woh pyaar nahin, sauda hai. - said by Rishi Kapoor. 2. Devdas 1955 Kaun kambakth hai jo bardasht karne ke liye peeta hai. Main toh peeta hoon ke bas saans le sakoon. - said by Raj Kapoor. 1. Don (1978) Don ka intezaar toh baarah mulko ki police kar rahi hai, but Don ko pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai. - said by Amitabh Bachan.